I have the most collection of Ashura 10th Day of Muharram-ul-Haram’s latest Shairy, poetry SMS, and Messages Quotes in Urdu and English. Here we have to share the Zikar-e-Hussain A.S and Karbala war as Zikr-e-Hussain Aya to Ankhein Chalak Paren to phir pani ko Kitna Pyar hai ab bhi Hussain se. I will upload our team Biseworld.com collection here on his webpage now.
10th Muharram-ul-Harram Imam Hussain A.S Messages for DP and Status
Muharram-ul-Haram started on 15th October 2023 in Pakistan and all Muslims in the world celebrated this month of grief and close all happy events and functions on these days. Every one busy in Ziker-e-Hussain A.S and divided the longer between the people.
10th Muharram-ul-Harram Imam Hussain A.S Messages Status Download
1—“””….PANI….””
Oper se giray tu “BARISH”
Gir k jamy to “BARF”
Patty p girey tu “SHABNAM”
Patty se nikale tu “ARQ”
Ankh se nikale “ASHAK”
Bahey to “DARYA”
Qadam-e-ismail se nikale tu “ZAMZAM”
NABI S.A.W ki unglion se nikale tu “KOUSAR”
Or
Jahan band ho jaye waha “Karbala”
****Hussain Ibne Ali A.S****
2—Dunya tumhain us waqat tak
Dunya tumhain us waqat tak
nahi hara sakti jab tak tum
khud sy na haar jao.
(Hazrat Ali A.S)
Hathyaron se jang to jeti ja
sakhti hai magar dil nahi,
dil to
kirdar sy jetay jatey hain,
“Imam Hussain A.S”
****Hussain Ibne Ali A.S****
3—Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain
Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain
Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain
Sar Dad, Na Dad Dast, Dar Dast-E-Yazeed
Haqaa Key Binaey La Ila Ast Hussain
****Hussain Ibne Ali A.S****
4—“Hussain (A.S) Teri Ata Ka Chashma”
Hussain (A.S) Teri Ata Ka Chashma Dilon K Damaan Bigho’n Raha Hai
Yeh Aasmaan Per Udaas Badal Teri Mohabbat Mein Ro Raha Hay
Saba B Jo Guzre Karbalaa Sey Tu Usay Kehta Hai Aarsh Wala
Tu Aur Dhere Guzar Yahan Mera Hussain So Raha Hay..!!!
****Hussain Ibne Ali A.S****
5—Zikkr-e-Husain Aaya Tu Ankhein Chalak Parein
Pani Ko Kitna Pyar Hy Ab Bhi Hussain Sey. . .
****Hussain Ibne Ali A.S****
6—“Salam Ya Husain”
Apni Taqdeaer Jagatey Hain Tere Matam Say
Khoon Ki Raah Bechatay Hain Tere Matam Say
Apne Izhar-E-Aqeedaat Ka Saliqa Yeah Hai
Hm Naya Saal Manatay Hain Tere Matam Se
****Hussain Ibne Ali A.S****
7—Leta tamaam kaam woh apne wali se hai,
Leta tamaam kaam woh apne wali se hai,
Nisbat har ek imam ki noor-e-jali se hai,
Kul akhtiyaar de diya Hassan-o-Hussain ko,
Deta khuda zaroor hai par milta Ali se hai…
****Hussain Ibne Ali A.S****
8—Zom-e-kasrat tha jinhain sab wo hijazi nikale
Zom-e-kasrat tha jinhain sab wo hijazi nikale
Wo 72 they jo kirdar k ghazi niklae
Is haqiqat ko bhala kon chupa sakta hai
Jitne Shabbir ke qatil thy namazi nikale
****Hussain Ibne Ali A.S****
9—Wo jis ne apny Nana ka wada wafa kar diya
Wo jis ne apny Nana ka wada wafa kar diya
Ghar ka ghar supard-e-KHUDA kar diya
Nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam
Us “Hussain Ibne-Ali” Per Lakh0n SalaAm..!!
****Hussain Ibne Ali A.S****
10—Firon Ko Seedha Kabhi Chalte Nahi Dekha,
Firon Ko Seedha Kabhi Chalte Nahi Dekha,
Girtay Huay Dekha Per Sambhalty Nahi Dekha,
Asghar Ki Tarah Maqsad-e-Islam Ki Khatir,
Itna Kisi Bachay Ko Machalte Nahi Dekha
****Hussain Ibne Ali A.S****